A truth of Life


Reheta hu kiraye ki kaya mai,
Roz sanson ko bech kar kiraya chukata hun.

Baten toh mahal minar ki v karleta hun
magar,Mera auqat hai bas mitti jitna.

Jal jayega ye mera kaya ek din,
fir v uski khubsurti pe itraata hun.

mujhe pata hai,
mai khud ke sahare smasan tak v nahi jaa sakunga;
tabhi toh jamane mai Dost banata hun


~~*~~*~~*~~

Comments