Skip to main content

Posts

Featured

A truth of Life Reheta hu kiraye ki kaya mai, Roz sanson ko bech kar kiraya chukata hun. Baten toh mahal minar ki v karleta hun magar,Mera auqat hai bas mitti jitna. Jal jayega ye mera kaya ek din, fir v uski khubsurti pe itraata hun. mujhe pata hai, mai khud ke sahare smasan tak v nahi jaa sakunga; tabhi toh jamane mai Dost banata hun ~~*~~*~~*~~

Latest posts